Baal lambey karne ka tarika

Sar k baal insaan ki shaksiyat ka intehai aham juzz hain jo k apki shaksiyat main nikhar laaty hain or apko khubsurat nazar anay main madad faraham karty hain. Balon ka girna or ganj pan aik aisi beemari hai jis sy insan aksar depression ka shikaar ho jata hai. Balon ka girna duniya bhar main sab sy bara masla hai jis sy har 10 main sy 7 mard hazraat mutasir hoty hain.


Who Upvoted this Story


Comments